Ghazals

Baandh len hath pe seene pe saja len tum ko

Baandh len hath pe seene pe saja len tum ko Jee mai aata hai ke taweez bana len tum ko Phir roz tumhe sanwaren tumhe Barhta dekhen Kyun na aangan mai chambeli sa laga len tum ko Kabhi khawab ki tarah ankh ke parde mai raho Kabhi khawahish ki…

Wo husn o mujasim kamaal uski ankhen

Wo husn o mujasim kamaal uski ankhen Sarapa muhabbat Jamaal uski ankhen Jhuken to lagti hain zevar haya ka Uthen to Karen phir sawal uski ankhen Milen to mai dono jahan dekar lelon Wo chehra wo zulfen wo gaal uski ankhen Agar koi poche ke …

Khamosh lab hain jhuki hain palken

Khamosh lab hain jhuki hain palken Dilon mai ulfat nayi nayi hai Abhi takaluf hai guftugu mai Abhi muhabbat nayi nayi hai Abhi na ayegi neend tum ko Abhi na hum ko sukoon milega Abhi to dharke ga dil zyada Abhi ye chahat nayi nayi hai Bahaar k…

Aisa Kyun Hota Hai

ایسا کیوں ہوتا ہے ؟؟ جب ہم کسی سے نیا نیا تعلق بناتے ہیں تو رات دن رابطے میں رہتے ہیں۔۔۔اپنے لمحے لمحے کی خبر دیتے رہتے ہیں۔۔۔۔۔مگر پھر آہستہ آہستہ رابطہ کم ہوتے ہوتےنا ہونے کے برابر رہ جاتا ہے۔۔۔۔ اور پھر ایک وقت آتا ہے کہ تعلق ہی ختم ہو جاتا ہے۔۔۔…

aankh jo aaj phir teri nam hai

aankh jo aaj phir teri nam hai ye main hoon ya koi naya ghum hai zakham ab tak hain kyun haray tere tum to kehte the waqat marham hai umar thori hai is musafat ko fasla do qadam se go kam hai bad muddat pata laga tum the main to samjha k jo gaya daam …

Kabhi Khamosh betho Gay

Kabhi Khamosh betho Gay Kabhi Kuch Gungunao Gay Mai Utna Yaad Aaongi Mujhe Jitna Bhulao Gay Koi Jab Poch Bethega Khamoshi Ka Sabab Tumse Bohat Samjhana Chaho Gay Magar Samjha Na Pao gay Kabhi Dunya Mukammal Ban Ke Ayegi Nigahon Mai Kabhi Meri Kami Dun…

Torr Dalen Qalam To Behtar Hai

Torr Dalen Qalam To Behtar Hai Na Likhen Raaz e Ghum To Behtar Hai Yun Bhi hum Ko Na Choregi Dunya Ap Karlen Sitam To Behtar Hai Kufar hai Hum Unhe Chahen Log Poje Sanam To Behtar Hai Ishq Marta To Kam Hi Lekin Ishq Maare Bhi Kam To Behtar Hai Daad Mi…

Tukron Mai bikhra Howa Kisi Ka jigar Dikhayenge

Tukron Mai bikhra Howa Kisi Ka jigar Dikhayenge Kabhi Ana Hamari Basti Tumhe Apna Ghar Dikhayenge Hont Kaanp Jate Hain Thartharati Hai Zuban Tote Dil Se Nikli Hui Duaon Ka Asar Dikhayenge Aik Pohanch paata Nahi Ek Aur Chalak Paata Hai Palkon Se Daman…

Umer Se Rattjaga Nahi Jata

Umer Se Rattjaga Nahi Jata Khawab Ka Silsila Nahi Jata Gark Hon Ek Hi Baar Is Ghum Mai Thora Thora Mara Nahi Jata Chal Nikalta Hon Be Khayali Mai Jis Taraf Rasta Nahi Jata Phir Wo Ghum Ankh Se Tapakta Hai Jo Zuban Se Kaha Nahi Jata Itna Masroof Hon Mu…

Nazar Teri Yun Utaar jayen

Nazar Teri Yun Utaar jayen Ke khud Ko Sadqay Mai Waar jayen So Ab Anaon Ko Dafan Karke Kisi Ke Aage To Haar jayen Jo Zindagani Ke Pal Bache Hain Wo Hans Hansa Kar Guzaar jayen Na Aise Rotho Khayal Karlo Hamain Ye Lamhe Na Maar Jayen Udas Hokar Bhi Ky…

Aaj Hum Tumko Chalo Saf Bata Dete Hain

Aaj Hum Tumko Chalo Saf Bata Dete Hain Dil e Gustakh Ka Har Raaz Suna Dete Hain Shiddat e Dard Ne Mujhe Kya Se Kya Bana Diya Halat e Zar Tumko Bhi Suna Dete Hain Khamosh Darya Ki Tarah Behti Rehti Hon Bewaja Ghum Ke Tufaan Mujhe Saza Kyun Dete Hain An…

Lazzat e Qurb Rahi Shokh e Wisaal Rahi

Lazzat e Qurb Rahi Shokh e Wisaal Rahi Tumhare Sath Jo Guzri ghari Kamaal Rahi Raha Na Hosh e khudi Na Giraft Lafzon Par Khamoshi Guftugu Main Mehv e Wajad o Haal Rahi Tumhari Chah Mai Diwaan Bhi Agar Likh Don Samajhna Baat Phir Bhi Maine Khaal Khaal …

Abhi Suraj Nahi Dooba Zara Si Sham Hone Do

Abhi Suraj Nahi Dooba Zara Si Sham Hone Do Mai kHud hi Loat Jaongi Mujhe Nakaam Hone Do Abhi Mujh Ko Nahi Karna Aitraaf e Shikast Mai Tasleem Karlongi Mujhe Nakaam Hone Do Meri Hasti Nahi Anmol Phir Bhi Bik Nahi Sakti Wafayen Bech Lena Par Zara Nel…

Load More
That is All